How to become professional blogger with blogspot domain
Hello guys aap log keise ho aaj ka topic mai apne experience se batta raha hu pura over view dunga aap ko kahi bhi problem face nahi karni padhegi bas aap ko ek idea mil jaie ga ki kesie karna hai so chaliye aaj ka topic start karte hai ki how to become professional blogging so let's began our topic aur ha hume follow karna mat bhulna.
Introduction
Guys blogging ye bhi ek art hai isse samajhna padhta hai aur agar aap bhi mere jessie blogger se blogging karte ho to aur bhi jada important ho jata hai isse samajhna guys problem to hamesha aayie ga agar problem nahi hai to life kis kam ki guys blogging me bhi essa hi aap ko kafi error aur bugs ko face karna padhta hai to guys usse darna nahi hai bas thodi si mehnat lagti hai bas usse ye nahi keh sakhte ki blogging bahut hard hai ya isme approval nahi milta guys thoda patient rakho zaroor milega bahut to kuch dino me hi blogging chor dete hai but guys essa nahi karna hai guys agar aap ka interest hai blogging me tab hi aao isse liye nahi ki mere dost ka ho gaya to mera bhi ho jayie ga nahi guys aap ko apna intrest check karna hoga kya pta aap ka jada accha ho aap ke dost ke comparisons me vo bhi alag field me guys jab tak aap ko andar se feel nahi aayie ga na blogging me tab tak approval nahi mile ga aur aap utne aacche se kam bhi nahi karo ge kyu ki choti-choti baat pe aap ye soacho ge ki isse mai kyu karu ya ye to ho hi nahi rahi choro isse ya issme itne bugs kyu hai to guys viswas karo maine essa dekha hai karte hue starting me mere sath bhi essa hi hota tha par jab tak aap ko full trust nahi hoga blogging pe tab tak aap ek successful blogger nahi baan pao ge aap ko dil se isse faith dikhna hoga kyu ki problem to aayie ga aur vo bhi bahut aur aagr aap blogspot pe hi successful hona cahte ho tab to aur bhi jada problem face karna padhega.
What successful blogger do
Dekho guys successful blogger bhi koi institute nahi jate blogging sikhne vo bhi humere jessie hi sikhte hai bas vo implement bahut jaldi aur acche se karte hai aur sabse important fact vo apne profession ko dil se trust karte hai unhe pakka viswas hota ahi ki blogging me hi unka future hai ab to sabko prove kana hai par guys humere sath kya hota hai hume koi blota hai ki tujhse nahi hoga ya tere bas ki nahi hai to hum sochte hai ki ha shyad ye sahi bol raha hai humse nahi ho sakhta aur yahi sab soach ke hum left kar dete hai ya full effort nahi dalte par guys successful blogger kya soachte hai ki isse bola essa to ab prove karna hai ki ye galat hai essa kuch nahi hai mai kar sakhta hu guys vo soachte hai ki agar mai iss blogging ko last time kar raha hu apne zindagi me to kesie karunga bas ye sab hi motivation hota hai unka isse liye vo waha hai aur kya vo karte hai apne blog me to vo guys kuch jada alag nahi karte vo bhi wahi step follow karte hai:-
1. Create website on blogger or wordpress.
2. Written unique and copyright free blog post.
3. Submit each post on search engine console.
4. Submit sitemap of website.
5. Create pages which is most important.
Bas ye sab hi to step hote hai jo vo follow karte hai apne website me par guys ek baat ka bi difference hota hai aur vo hota hai confidence aur determination vo humere jessie lightly nahi lete blogging ko vo proper research karte hai blog likhne se pehle.
What should we do to become professional blogger
Guys aap log tension mat lo ispe mai aage bhi blog likhaunga proper series aane wali hai isspe par guys ek though to hume clear karna hoga ki hum real me blogging karna cahte hai ya nahi agar karna cahate hai to guys hume starting me bilkul loyal rehna padhega starting ek 1 month ki hi mehnat hota hai bas usake baad aap log ko ek bar approval mil jayie tab aap apne site ko big banna sakhte ho so guys maine ek galti kari thi aur vo thi error solve na karne ki guys bahut se changes ke wasie se mere site me errors aa rahe the par mai us wakt dhyan nahi de raha tha uske wasie se mera site vhi rejecte ho gaya tha par aap logo ko essa nahi karna hai aap ko starting se hi sare bugs solve karne hai aur loyal rehna hai unique content to aap doge hi bas aap ko seo pe bhi dhyan dena hai on page bhi aur off page bhi bas baki aap ko sab pat hi hai kesie karna hai agar aap ko nahi pta hai How to get adsense approval on blogspot domain then click here. Guys ye post maine likhi hai aap log padh sakhte ho.
Iss there is need of domain to become professional and successful blogger
So guys adsense ke policy me essa kahi bhi kuch battaya nahi hai ki domain must hai approval ke liye bas aap unke policy ke break na kare tab bhi vo aap ko approval de degi lekin guys Google essa kuch nahi kehta guys Google requires top level domain to rank your site so guys yes domain cahiye hota hai aur guys ek bar aap ka site approve ho jayie na to thoda save kar ke aap domain aur hosting dono le lo aur wordpress pe shift ho jao kyu ki wordpress pe jada plugin milte hai vo sach me hi professional bnna dega aap ki post ko aur seo bhi bahut assan hai usme aur guys usme hum limit bhi laga sakhte hai ads click pe par blogger me essa kuch bhi nahi hota so guys to grow up you have to invest.
Conclusion
Guys maine aap ko sare point samajhne ki kosis kari hai umeed karta hu aap ko samajh me aa gai hogi aagar nahi aaie hai to aap contact us page se mujhe contact bhi kar sakhte ho aur guys bas isse essa karana ki zindagi me last bar kar rahe ho baki aap comment box me baato ki blog kesia laga.
0 Comments:
إرسال تعليق
Do not spam any link